IQBAL teray dais ka kiya haal sunau!?
baybaaqi o haq goi say ghabraata hai momin/ makkari o rubahi pay itraata hai momin/
jis rizq say parvaaz mai kotahi ka dar ho/ wo rizq baray shoq say khaata hai momin/
kirdaar ka, guftaar ka, amal ka momin/ Qaayil nahi ayesay janjaal ka momin/
sarhad ka hai momin, punjaab ka momin/ dhoonday say bhi milta nahi quran ka momin/
Iqbal terey dais ka kiya haal sunau!!?
1 Notes/ Hide
-
apkiammi reblogged this from huqqa-pani
-
huqqa-pani posted this
